Avanti il prossimo

Ek Mota Hathi | एक मोटा हाथी | Hindi Rhymes for Kids

0 Visualizzazioni· 06/22/26
vksindia
vksindia
Iscritti
0

🐘 Ek Mota Hathi | एक मोटा हाथी | Hindi Rhymes for Kids

Moral of The Rhyme : Hello Kids. With this rhyme we learn that unity is strength. We should always help each other. This way we can easily overcome major hurdles n our lives.

Ek Mota Hathi Lyrics
Ek Mota Hathi, Ghoomne Gaya
Makdi K Jaale me Jake Vo fasa
Jaal ko dekha, Dekh K dara,
Doosre hathi ko ishaare se bulaya
Idhar a Idhar a Idhar aa

Do Mote hathi, Ghoomne Chale
Gehri nadi me Jaake vo Fase
Paani ko dekha, Dekh k dare
Teesre Hathi ko ishaare se bulaya
Idhar a Idhar a Idhar aa

Teen Mote hathi, Ghoomne Chale
Shikaari Ke Pinjare me jaake vo fase
Shikari ko dekha, dekh k dare
Chothe Hathi ko ishaare se bulaya
Idhar a Idhar a Idhar aa

Chaar Mote hathi, Ghoomne Chale
Kichad me Jaake, sab vo Gire
Khud ko dekha, dekh k dare
Paanchve Hathi ko ishaare se bulaya
Idhar a Idhar a Idhar aa

Paanch Mote Hathi, Apne Ghar Chale,
Makdi K Jaale me jaake Vo fanse,
Makdi Ne Dekha, Dekh k hasi
Apna jaala usne hataya
Saare Hathi milke koodne lage. Saare hathi milke nachne lage. Saare hathi milke khelne lage.


Top 10 Bubbly TV Rhymes :
1. Ek Mota Hathi | एक मोटा हाथी
2. Bandar Mama Pehan Pajama | बंदर मामा पहन पजामा
3. Nani Teri Morni | नानी तेरी मोरनी
4. Hathi Raja Kaha Chale | हाथी राजा कहा चले
5. Titli Udi | तितली उड़ी
6. Chanda Mama Door Ke | चंदा मामा दूर के
7. Lakdi Ki Kathi | लकड़ी की काठी
8. Main Tota | मैं तोता
9. Chun Chun Karti Aai Chidia | चुन चुन करती आई चिड़िया
10. Chuhe Ko Bukhar Hai | चुहे को बुखार है

#hindirhymes #lakdikikathi #naniterimorni #ekmotahathi

Mostra di più

 0 Commenti sort   Ordina per


Avanti il prossimo